Music Director: Sajid-Wajid
Lyricist: Sameer Anjaan
Dekha tujhe jo khwaabon mein
Sang paaun tujhe raaton mein
Teri meethi meethi baaton ne
Mere chain dil ka hai cheena
Dekha tujhe jo khwaabon mein
Sang paaun tujhe raaton mein
Teri meethi meethi baaton ne
Mere chain dil ka hai cheena
{O jaana, o jaana
Ik pal tere bin nahio jeena
O jaana, o jaana
Main ta hun yahin ik marr jaana}…x2
{Rahun teri baahon mein teri saanson mein nighaaon mein
Har lamha hota hai tu mere hi khyalon mein}…x2
Dekha tujhe jo khwaabon mein
Sang paaun tujhe raaton mein
Teri meethi meethi baaton ne
Mere chain dil ka hai cheena
O jaana, o jaana
Ik pal tere bin nahio jeena
O jaana, o jaana
Main ta hun yahin aithe marr jana
{Mil jaaye tu mujhko rab se yehi bas mannat hai
Tera ho saath agar duniya meri toh jannat hai}…x2
{Dekha tujhe jo khwaabon mein
Sang paaon tujhe raaton mein
Teri meethi meethi baaton ne
Mere chain dil ka hai cheena}...x2
{O jaana, o jaana
Ik pal tere bin nahio jeena
O jaana, o jaana
Main ta hun yahin ik marr jana}…x2

0 comments
Post a Comment